What Is SS7 Attack ( SS7 Attack Kya Hota Hai )

Hii Guys Aaj Hum Boht Hi Interested Topic Ke Baare Mein Baat Karne Ja Rahe Hain SS7 Ke baare mein








What Is SS7 Attack ( SS7 Attack Kya Hai  )

SS7 >> Signaling System 7

SS7 Ek Telephony Signaling Protocals Hai Jishe 1975 Mein Developed Kiya Tha Or Isne World Wide Public Switched Telephone Network Tha Uske Jitne Bhi Jo Beriar The Unhe Tear Down Kar Diya Tha Iski Madad Se Agar Maan Lijiye SS7 Loopholl Hai Or Kisi Ko Iske Baare Mein Pata Chal Jaye Toh Bo Kya Kar Sakta Hai SS7 Jo Main Roll Play Karta hai Uska Main Roll Hota Hai Jitne Bhi Aap Billing Karte Hai Messages  transfer hote Aap Message Karte Hain Aap Phone Calls Kar Pate Hain Jitna Bhi Aap Phone Ka Kaam Kar Pate Hain Bo Sab SS7 Protocall Ki Madad Se Hota Hai Agar Koi Hacker Ishe SS7 Attack Kar leta hai toh bo in saari cheezo pe Apna Control Bana Sakta Hai

SS7 Ko Alag Alag Jagha Par Alag Alag Naam Se Jana Jata Hai

 North America Mein Ishe ( CCSS7 ) Ke Naam Se Jana Jaata Hai Yaani Ki
Common Channel Signaling System 7

United Kingdom Mein Ishe ( CCITT7 ) And ( CCIS7 ) Ke Naam Se Jaana Jaata Hai Yaani Ki Common Channel InterOffice Signaling7

Germany Mein Ishe ( ZZK7 ) Ke Naam Se Jaana Jaata Hai Yaani Ki
Zentraler Zeichangabekanal 7

Toh Sabse Phele Hum Baat Kare SS7 Jo Protocall Tha Bo Finnaly Defined Hua ( ITU-T ) Ke Jariye 700 Ki Jo Series Thi 1988 Mein Ishe SS7 Name Ko Verify Kiya Uske Baad Ishe SS7 Ke Naam Se Jaana Jaata Hai

A Small History SS7

SS7 Ke Phele SS5 Or SS6 Jo Protocall The Unka Istemaal Kiya Jaata Tha SS5 Or SS6 Mein Jo Beriar The Inme Jo Voice Communication Or Jo Baat Hai Bo Ek Hi Line Se Flow Hota Tha Jaise Ki Apke Jo Landline Phones Hain Unke Andar Hota Hai  Apne Dekha Hoga Ki Ab Hum Worldwide Wireless Communication Ka Istemaal Karte Hain Mobile Ke Andar Toh Ish Tarah Ki Jo Technology Possible Ho Payi Hai Usme SS7 Ka Boht Bada Yogdaan Raha Hai


SS7 Vulnerability

SS7 Banne Ke Baad SS7 Mein Kaafri Saari Vulnerability Ka  Pata Laga Ishe 2008 Mein Published Kiya Gaya


2014 Mein Media Report Ne Bataya SS7 Ke Jariye Goverment Agencies Or Hacker Jo Hain Iska Miss Use Kar Sakte Hain Jaisa Ki Phone Calls Mesaages Location Track Karna Ish Tarah Ka Kaam Bo Kar Sakte Hain  SS7 Vulnerability Ki Madad Se


Ish Cheez Ko Proof Karne Ke Liye Karsten Nohl Inhone  Ek Tool Banaya Tha Jiska Naam Tha  ( SnoopSnitch ) Snoopsnitch Ki Madad Se Unhone 60 Minutes Ke Andar SS7 Attack Kiya Or Phone Se Releated Jitni bhi Information Thi Unhe Hack Karke Practicaly Dikhayi

May 2017 Mein o2 Telefonica Ek German Mobile Service Provider Hain Unhone Confirmed Kiya  Cybercriminals Ke Liye  Two-factor Authentication Ko Bypass Karna Koi Badi Baat Nahi Hai SS7 Ki Madad Se Bo Aaisa Kar Sakte Hain